Jise samjhe the hum afsana kal tak Jise samjhe the hum afsana kal tak Wo afsana haqiqat to nahi hai Wo afsana haqiqat to nahi hai Jo humse door bhi hai pas bhi hai Jo humse door bhi hai pas bhi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Jinhe hum chhod aaye zindagi mein Jinhe hum chhod aaye zindagi mein Vahi shamil hai har gham mein khushi mein Jo apna huya nazar deewangi mein Jo apna huya nazar deewangi mein Udhar bhi to aisi halat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Har ek manzar se ek chehara banana Har ek manzar se ek chehara banana Yuhi kagaz pe kuchh likhna mitana Kisi ko yaad kar kar ke bhulana Kisi ko yaad kar kar ke bhulana Akelepan ki aadat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Sadaye suni suni si hai aise Sadaye suni suni si hai aise Kahi kuchh kho gaya ho apna jaise Hum apne aapko bahlaye kaise Hum apne aapko bahlaye kaise Ye bechaini to rahat nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Ye duniya yu to kehne ko wahi hai Ye duniya yu to kehne ko wahi hai Magar lagta hai ab kuchh ajnabi hai Na jane kon si isme kami hai Na jane kon si isme kami hai Hume unki zaroorat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Jise samjhe the hum afsana kal tak Wo afsana hakikat to nahi hai Jo humse door bhi hai pas bhi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai Kahi unse mohabbat to nahi hai.