Badhte Chale In Rahon Me Hum Sada Manzile Puchhe Tujhe Mere Nishaan Ilzaam Ka Insaaf Se Hai Kya Waasta Sahi Ya Galat Kya Isme Hai Rakha Kyun Hai Tu Apne Mann Ke Sahilon Se Juda Kaid Hai Kyun Iss Duniya Ke Bojh Me Ab Yahan Zanzeeron Ka Kya Hai Samay Pe Jung Khayegi Tod Kar Fir Nikal Iss Qafas Ko Himmaton Ko Jod Kar Chal Raha Hu Yahan Ishtehaar Chhapa De Mere Naam Ka Har Gali Har Basti Har Nukkad Pe Yahan Ek Sabha Bitha Kar Bata De Main Hu Tera Khuda Kyun Hai Tu Apne Mann Ke Sahilon Se Juda Kaid Hai Kyun Iss Duniya Ke Bojh Me Ab Yahan Zanzeeron Ka Kya Hai Samay Pe Jung Khayegi Tod Kar Fir Nikal Iss Qafas Ko Wehem Se Bhari Ye Jhooti Insaaniyat Hai Jiska Na Mol Koi Utni Si Haisiyat Hai Ye Jeena Bhi Kya Hai Yahan Samjhote Mein Kya Hai Rakha Khud Ko Tu Kar Itna Bada Sitare Bhi Kahein Tu Khuda