Yeh roshni chirag hai Panno pe likhi jo baat hai Ye padh ke na samaj saku Main kya karu, ha kya karu Ye rishte bhi toh raakh hai Is shaam ka kya mizaz hai Labon pe jo aayi thi baat hai Kise kahu, ye koi sunaye muje Akela tha, akela hai, akela hi Jaayega kahi Yeh Shaam akeli hai akeli thi, akeli hi Dhal jaayegi abhi INSTRUMENTAL Ye chaar diwari naam hai Aane vala koi toofan hai Banjar ye zameen, aasman hai Me ro na saku, aur has na saku Ye neend bhi ek khwaab hai Tut ta, girta, aaj hai Kahi dur chipa koi razz hai Batau kise, ye koi bataye muje Akela tha, akela hai, akela hi Jaayega kahi Yeh Shaam akeli hai, akeli thi, akeli hi Dhal jaayegi Abhi Ke tu akela tha,akela hai, akela hi Jaayega kahi Yeh Raat akeli hai, akeli thi, akeli hi Doob jaayegi abhi Tham jaayegi Yuhi Ruk Jaayegi Abhi Dhal jaayegi Yuhiii