Khule hai darwaze Bahar na jaa sakte hum Aazad huye parindey Toh kya hai ab humko gum Taras rahi hai aankhein yeh saari Band hai jo Chaar dewaaron mein Dekhenge pehli si subah phir, Bahengi khushiyan in hawao mein Mera sheher Jo thaam gaya ussey tham ne do Barso beete hai Raahat ki saansein isko lene do Mera sheher Jo tham gaya ussey tham ne do Barso beete hai Raahat ki saansein isko lene do Mehek hawaa ki mere sheher ki Mann ko mere behlaaye Aur mann kare sekh loon khudko Jab dhup khidki se aaye Mere yaar mujhse jo durr huye Unse mulaqat ki baichaini hai Baatein toh hoti rehti Par gale milne ki sirf deri hai Taras rahi hai aankhein yeh saari Band hai jo Chaar dewaaron mein Dekhenge pehli si subah phir, Bahengi khushiyan in hawao mein Mera sheher Jo thaam gaya ussey tham ne do Barso beete hai Raahat ki saansein isko lene do Mera sheher Jo tham gaya ussey tham ne do Barso beete hai Raahat ki saansein isko lene do Mera sheher Jo thaam gaya ussey tham ne do Barso beete hai Raahat ki saansein isko lene do Mera sheher Jo tham gaya ussey tham ne do Barso beete hai Raahat ki saansein isko lene do