Kya khogaya Tera yahan Phirse tu phirta dikhe Iss jahan Kya khogayi Teri hasi Kyun ho raha ab fana Dil yahan Badhte badhte baadlon mein jaise aati hai roshni Padhte padhte panne zindagi ke the bharte yuhi Dekhkar aayine mein kuch bhi puchle tu khudse Chal bata andhera kya hai,kya hai roshni Tu bekhabar Aata nazar Aage ka kyun ab pata Gumshuda Yuh lapata Phirti nazar Dikhta na kyun mujko ab Voh raasta Karvate leke abtak tu kya dekhta voh savera Raat ke baadalon ke jaisa aata hai voh andhera Dikhti na roshni na dikhta voh khuda jo tha tera Kyun fanah hokar tu bhatke tarh bhatar yuh akela