Rookhi zameen par paidal chalkar Kaise tere paas aayenge Palkein bhigo ke aaj yeh saari Duniya hum dubayenge Tu bhi beh ja iss gham mein Mere toote se dum mein Tujhko bhi paar lagayenge Beh ja iss gham mein Mere toote se dum mein Tujhko bhi paar lagayenge Itni si hai yeh ilteja Mera suna pada yeh angna Aake mujhe le jao na Tera shehar khaali meri gaanv bhara Aake mujhe le jao na x (2) Saiyan ho ho ho Baandha jo rishta phir se To kachchi hi rakhna dor iss baar Tootegi ek din phir se Pata hoga pehle se iss baar Kis se keh dein Kis ki sun lein Sab ki kahaani alag hai yahan Humne bhi saare jatan karke dekhe Phir bhi tanha hain uss paar Phir bhi tanha hain uss paar Kyun suna pada yeh hai angna Aake mujhe samjhao na Tera shehar khaali meri gaanv bhara Aake mujhe le jao na