Ye raat ki kahani hai Chalo suno sunaon mai tumhe Haan arzoo hai iski kya Ye chahati hai kya bataoon mai Ye raat ki kahani hai Chalo suno sunaon mai tumhe Haan arzoo hai iski kya Ye chahati hai kya bataoon mai Ye bin ghabaraye Ye bin sharmaye Kahe shaam ko alvida Hai chaand se yaari Hai taaron ka aanchal Meethi si iski zubaan Hai isko itna sa hi darr Ki ho na jaye phir seher yahaan Hai isko itna sa hi darr Ki ho na jaye phir seher yahaan Ye raat ki kahani hai Chalo suno sunaon mai tumhe Haan arzoo hai iski kya Ye chahati hai kya bataoon mai Bataoon mai Ye khamoshiyon ki looriyaan sunati hai Ye zindagi ke falsafe bhi batlati hai Chup reheke bhi karti Hai sab bayaan Ye khate meethe se palon ko yun bulati hai Unke sang tera khwab bhi sajaati hai Haule haule se leti Hai phir ye vida Ye karke ishare Adab se pukare Kahe neend ko aa bhi jaa Ye chaand taaron ko Bhulakarke tere Khaabon ki bane paasbaan Hai isko itna sa hi darr Ki ho na jaye phir seher yahaan Hai isko itna sa hi darr Ki ho na jaye phir seher yahaan Ye raat ki kahani hai Chalo suno sunaon mai tumhe Haan arzoo hai iski kya Ye chahati hai kya bataoon mai Ye bin ghabaraye Ye bin sharmaye Kahe shaam ko alvida Hai chaand se yaari Hai taaron ka aanchal Meethi si iski zubaan Hai isko itna sa hi darr Ki ho na jaye phir seher yahaan Hai isko itna sa hi darr Ki ho na jaye phir seher yahaan