Tere sapno ke baadal pe Sundar sama hai mehfil jawan Hawaaon ne cheekha hai shaamil bhi shaam Mukaddar Sikandar ka bhi maan'na hai Ke mera chhota sa ghar hai yahaan Tu chahe ya na chahe jaan ♪ Jo parde uthe tu kahan main yahin hu Main karvate badalta hu sota nahin hu Tu sapno ki raani main raaton ka raaja Tu bholi kahaani, main aandhi ka waada Hai kiski ye marzi ye kisne likha Tu chahe ya na chahe jaan Tu chahe ya na chahe jaan Tu chaahe ya na chaahe jaan ♪ Aaja samaa mein taare na dekhe Honsh udaane waale raahein na milein
Rakth hi rahe laal siyaahi ki cheethi Bheege kagaz ka adhura soona fasana ♪ Hai laal, neeli, peeli ye mann ki tarangein Sab hanste hai mujhpe Phir jalte sabhi hain Hawaaon ne cheekha hai shaamil bhi shaam Mukaddar Sikandar ka bhi maan'na hai Ke mera chhota sa ghar hai yahaan Tu chaahe ya na chaahe jaan Tu chaahe ya na chaahe jaan Tu chaahe ya na chaahe jaan