Rok lo mujhko Iske pehle main apni duniya jalaadoon Jaane do mujhko antardwandhwa mein Kyunki main khudse khafaa hoon Rok lo mujhko Iske pehle main apni duniya jalaadoon Jaane do mujhko antardwandhwa mein Kyunki main khudse khafaa Taatparya khojtaa Khudko hi kostaa Shadbhangur umango ko hoon jalne se fir rokta Teevra vichaaron ke dal dal mein Hoti aisi hi hulchul hai Vipreet sochta Hissa hoon bojh ka Shabd nahi mil paate to fir unke upar bhaunktaa Sheeghra sambhaala na jaun to Jeevan samast hi jalthal hai Rok lo mujhko Iske pehle main apni duniya jalaadoon Jaane do mujhko antardwandhwa mein Kyunki main khudse khafaa Hoon pragyataa ka anokha anootha sa chhal Tu na jaane bach ke swayam ko swayam se prayaas vifal Vish hai vivashta ka Tantrikaaon me ghulta sa jaaye Krodhit vichaaron ka bhaavon se Parantu sehejta dikhaaye Vish hai vivashta ka Tantrikaaon me ghulta sa jaaye Krodhit vichaaron ka bhaavon se Parantu sehejta dikhaaye Shoonyataa mein lipte pal hain saare Shoonyataa mein lipte pal Shoonyataa mein lipte pal hain saare Shoonyataa mein lipte pal Shoonyataa ne nigle pal hain saare Shoonyataa ne nigle pal Shoonyataa mein lipte pal hain saare Shoonyataa mein lipte pal Shoonyataa mein lipte pal hain saare Shoonyataa mein lipte pal