Junoon utha hai uthke chala hai Beparwah hoke taqdeer badalne Kya dekhta hai tu kya sochta hai Nadaan hai tu tasveer samajhne ko Aadatein teri hasratein teri nafratein nahi chahiye Jo tu thopta hai mujhe nochta hai Pal pal me mera vajood badalne ko Aazadiyon pe lipti hain bediyaan Deewaron me Goongi thi ab tak jo goonjengi khaamoshiyaan Saali fitrat badalne lagi Zindagi ki raahein Aarzoo kheech ke laayi hai Kis dal dal me jeene ko Armaano me kahin Ghut gayi meri chaahatein Sach kureid apna Har kal ke har chhal ka Kaayar kya khudko hi Mujhmein tu khojta hai Rakh guroor apna Meri hatheli pe Tujhko dikhaadoon teri aukaat bhi kya hai Waqt badalta hai Aur waqt hi likhta hai Kisse kahaani kiske hisse kya milta hai Shaql pe hasta hai Har haq kuchal kar Mukhautaa hata kar dikha tu kaisa dikhta hai Saali fitrat badalne lagi Zindagi ki raahein Aarzoo kheech ke laayi hai Kis dal dal me jeene ko Armaano me kahin Ghut gayi meri chaahatein Honge bayaan ab iraade Dastoor kya hai Jhuk jayegi manzil yahaan Vidroh ke dhaagon se Khwaaish bunengi Bas khwaabon ki bastiyaan