Nai nai nai nai mein woh banda hi nai Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai Kabhi kabhi lage saare mere apne Kabhi kabhi lage koi mera saga nai Nai nai nai nai mein woh banda hi nai Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai Kabhi kabhi lage saare mere apne Kabhi kabhi lage koi mera saga nai Anti-social, you can't reach me on my phone King of my city, I just sit and watch the throne Who told the boy kuch nai milne waala rap se? Who made the boy go and get it on his own? Yeah Flow so sick, need a sick leave Never let the fight pick me Bohot hard bohot deep, ye Karachi baat-cheet Tu Karachi aa sahi, Tu Karachi ka nai Tere jaise bohoto ko toh Karachi khaa gyi Tu Karachi ko Twitter pe aake baaji na dei Tu koi Hazi Mastan ya phir DK Rao nai Mera record dekh, I'm not to fuck around with Joote ragad ke Khada idhar mein, chado nai sar pe Bolbachan warr gye, Gaane pe gaana, recording par jaana Maa intezaar kare ghr pe Gawaah ye galiyaan, naake aur sadke Mardo ke matter main bolte nhi ladke Mard e mujahid ye kafan hai sar pe Me diss kese karta unhe? Wo mujhe sun ke hi diss karna seekhe hen Me kese dikhaun ab neecha? Unko jo pehle se hi mere neechy hen Lekin abhi bhi jo karen mujhe doubt Ke mein agle gaany me mein shayd hard ni aunga Aunga me aunga, maut jesa aunga Class me bithaunga, sabaq sikhaunga Jo seekhe mene zindagi se abb takk Dil se bary khwaab, khwaabon se bary faisle Meri zaat se bara mere maqsad Likhi sirf asliyat, usi ka to Faiz Ke Ghalib hue sarhad ke uss taraf takk Bak bak lagi rehti har waqt Yahan wahan chik chik Gossips, disses, shots, misses Unity nae larky banty hen bitches Nai nai nai nai mein woh banda hi nai Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai Kabhi kabhi lage saare mere apne Kabhi kabhi lage koi mera saga nai Nai nai nai nai mein woh banda hi nai Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai Kabhi kabhi lage saare mere apne Kabhi kabhi lage koi mera saga nai Anti-social, you can't reach me on my phone King of my city, I just sit and watch the throne Who told the boy kuch nai milne waala rap se? Who made the boy go and get it on his own? Yeah Ye zindagi juwa he, mene jala dye pattay wo taash ke Mard e mujhahid, ye sarken gawah hen beshak meri kalaa ko baant de Bars ye chamaat se, pair inke kaampte In aankhon me jhank bay, lafzon me jaan dekh Khaali maidan the Jab se me aaya hun, ban ke toofan, chal qalam kamaan dekh Karachi mere khoon me Apny hue halaak the Hum raabty me raat se Ghum me bhi hum saath the Sheher se mere bhaagty Hum nae ameer baap ke Torrunga tere daant me Nae dary hawalaat se Parchay se pehle shaat Yahan ke maloom mujhay raastay Ye gaany jalne walon ke charhy huy dimaagh pe Lingo hamari chaapty Parengy tujhe raaptay Rhyme schemes ye hard dekh Science nae mizaaj dekh Nae hota qabu, me tera zameer hu Kabhi Iqbal me, kabhi me Meer hu Kabhi me Ghalib aur kabhi me street hu Ayena karle muaayena, me jese wo tasaaweer hu Kabhi me murshid aur kabhi me peer hu Kabhi me aalim, me dil ka ameer hu Banto me ilm, Urdu ka Rakim hu Khoon e jigar, Hip-Hop hi mera ghar Tu he kidhar? Kyun phire dar badar? Mary U-turn, uski topi iske sar Mere gaany sunna baad me pehle jaky padh Taaky aaye kuch samajh Tu bhi zamanay se ladh Aagay badh, mat akar Tu bhasad me na parh Underground leke aya mainstream Jokhay on the beat Nange pair shuru kya ye safar Nai nai nai nai mein woh banda hi nai Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai Kabhi kabhi lage saare mere apne Kabhi kabhi lage koi mera saga nai Nai nai nai nai mein woh banda hi nai Mujhe duniya daari ka kuch pta hi nai Kabhi kabhi lage saare mere apne Kabhi kabhi lage koi mera saga nai Anti-social, you can't reach me on my phone King of my city, I just sit and watch the throne Who told the boy kuch nai milne waala rap se? Who made the boy go and get it on his own? Yeah