Pehle Maan Se Kuch Pucha Hai, Paaon Mein Baap Ka Juta Hai Kia Chaal Me Khub Rawani Hai, Kaandhe Pe Nai Jawani Hai Jis Kaam Chale Hen Chehre Se, Wo Kaam Zaruri Lagta Hai Ankhon Me Dekha Jab Us Ne, Pegham Zaruri Lagta Hai Kitna Piara Ho Ga Wo Bhe, Jis Ke Lye Sara Karta Hai Tera He Sahara Hai Is Ko, Baqi Ko Sahara Karta Hai Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday Baaz Paron Se Kab Urta Hai, Baaz Ka Dil Hai Jo Urta Hai Tez Hawa Se Darna Kesa, Dil He Aese Kab Murta Hai In Ke Apne Koi Naam Nahi, Ik Naam Ke Sarey Pakke Hain Har Ghar Me In Ke Rehti Hai, Ik Maa Ne Jis Ke Bache Hain Jab Raat Akeli Ho Aae, Ye Tab Suraj Ke Sath Rahe Jab Mushkil Bhi Ho Ghabrai, In Ke Hatho Me Hath Rahe Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday Ye Jaen Onche Tarey Tak, Chand Ke Paar Kinare Tak Ye Banday Mitti Ke Banday, Ye Jhanday Mitti Ke Jhanday