Sang har shakhs ne... sang har shakhs ne. App ghayroon ki baat kartain hain, aap ghayroon ki baat karte hain Aap ghairon ki baat karte hain Hum nay aapnay bhe azmaain hain Log kaatoon say bach ker chaltay hin, Hum nay pholon say zakhm khaien hain Kisi ka kia jo qadmon per jabeen-e-bandagi rakh di Humaari cheez thi hum ne jahan jaani wahan rakh di Jo dil maanga to woh bole key thero yaad kerne do Zara si cheez thi hum ne khuda jaane kahan rakh di Sang har shaks nay hathoon main utha rakha hay Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay Nighay-e-naaz say ye pochay gey ye kisi din Tu nay kia kia na banya koi kia kia na bna Sang har shaks nay hatoon main utha rakha hay Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay Us kay dil per bhi karri ishq main guzri hogi Naam jis nay bhi mohabat ka saza rakha hay Sang har shaks nay hatoon main utha rakha hay Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay Aaa piya moray nainan main, Mian palak dhanp thoy loon Na mein dekhun aur ko, aur na dekhane dyun Duniya bari baanwari pathar poojane jaaye Gher ki chakki koi na pooje jis ka peesa khaye Patharo aaj mere sar pe barastay kion ho? Main nay tum ko bhi kabhi apna khuda rakha hai Ab meray deed ki duniya bhi tamashaayi hay Tu nay kia mujh ko mohabat main bana rakha hay Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay Nadi kinaare dhuaan uthey mein janoon kuch hoye Jis kaaran mein jogan bani kahin woh hi na jalta hoye Misaal-e-saada waraq tha magar kitaab mein tha Woh din bhi they meintere ishq key nisaab mein tha Tulsi aisi preet na ker jaisi lambi khujoor Dhoop lage to chaonnahin blage phal duur Mar bhi jaon to dafna dena maikhane mein Ta ke maikhane ki mitti rahe maikhane mein Khudaya peene walon ki kahin basti juda hoti Jahan hukman peeya kerte na peete to saza hoti Pee ja aayam ki talkhi ko bhi hans key Nasir Gham ko sehne meinbhi kudrat ne maza rakha hai Jab se too ne mujhe Deewana bana rakha hai Sang har shakhs ne haathon mein utha rakha hai