Manzilein kayein Rastay kayein Jana hai ab kis jaga Teri orr ko Jo chal para hoon main Ho jana hai ab fana Khamoshiyon ki bhi Bhi ik zubaan hai Ik falsafa hai ohhh Kya keh rahi hain Kaisi sada hai Sun loon zara Ohhh dil ke ashiyan ko Dhundhta phira Jana nahi ohhh Jisko dhundhta tha Main sara jahaan Mujh hi mein tha ooo Ik bheer mein kaheen Yoon lapata tha main Jaisay tha khud se juda Ankh jo khuli Hai ab sada suneen Kehti kya khamoshiyan Kya silsilay hain Is zindagi ke Samjha nahi main ohhh Har ibtida ki Kyun inteha hai Samjha nahi Ohhh dil ke ashiyan ko Dhundhta phira Jana nahi ohhh Jisko dhundhta tha Main sara jahaan Mujh hi mein tha ooo (Khamoshion ki bhi ik zabaan hai Ik falsafa hai ohhh Khamoshion ki bhi ik zabaan hai Ik falsafa hai ohhh Khamoshion ki bhi ik zabaan hai Ik falsafa hai ohhh Kia keh rahein hian Kesi sada hai Sunloon zara) Ohhh dil ke ashiyan ko Dhundhta phira Jana nahi ohhh Jisko dhundhta tha Main sara jahaan Mujh hi mein tha ooo Ohhh dil ke ashiyan ko Dhundhta phira Jana nahi ohhh Jisko dhundhta tha Main sara jahaan Mujh hi mein tha ooo