Dil ki Kese sunaon Kis ko bataon Kion kho mein jaoon Dorta ja raha zamana Chand lamhay hain phir hai jana Kion na phir ham jeeyein Bekhof zindagi Kion na phir vo karein Chaha tha dil se jo kabhi Dil hai ke kho jaoon in vadiyon mein dunya bhulake Tham jaye lamha ye ho jaoon phir lapata mein Dil ki Kese sunaoon Kis ko bataoon Kion kho mein jaoon Kheenchti ja rahi hai mujh ko Aik khamoshion ki dastak Kis dar ko ja rahi Hai meri zaindagi Dil ko pata nahi Kia hai ye bekhudi meri Dil hai ke kho jaoon in vadiyon mein dunya bhulake Tham jaye lamha ye ho jaoon phir lapata mein Dil ki Kese sunaoon Kis ko bataoon Kion kho mein jaoon Dil hai ke kho jaoon in vadiyon mein dunya bhulake (Dunya bhulake) Tham jaye lamha ye ho jaoon phir lapata mein (Phir lapata mein) Dil ki Kese sunaoon (Kese sunaoon) Kis ko bataoon (Kis ko bataoon) Kion kho mein jaoon (Kion kho mein jaoon)