Sach kehta hoon mein dil ki zubaani Sab hain musafir dunya hai faani Aaj jo bachpan kal hai jawaani Pal mein guzar jaye gi kahaani Har soo teri mosiki hai Sab rahein teri orr chali hain Sach kehta hoon mein dil ki zubaani Sab hain musafir dunya hai faani Om tum ta nananana tananana re Om tum ta nananana Om tum ta nananana tananana re Om tum ta nananana Ishq mein teri yoon fanna hua khoj mein teri jal gaya Log jo samajhte mujhe hain vo har libaas meine kho diya Chal basi hai ye zindagi meri iss jahaan ki dorr mein Tujhko khush nahi rakh sakoon ga mein doobne de mujhay ishq mein Aankh khuli jab se hai ye jaana Khwaab hai dunya dil hai thikana So jata hai jab ye zamana Jaagta hoon likhta hoon fasana Zohud o kufar se bhi aage jo Soch thi jiski mujh mein hi tha vo Aankh khuli jab se hai ye jaana Khwaab hai dunya dil hai thikana Om tum ta nananana tananana re Om tum ta nananana Om tum ta nananana tananana re Om tum ta nananana (Om tanana nananana re om tanana nananana re) Om tum ta nananana tananana re (Om tanana nananana re om tanana nananana re) Om tum ta nananana (Om tanana nananana re om tanana nananana re) Om tum ta nananana tananana re (Om tanana nananana re om tanana nananana re) Om tum ta nananana Zohud o kufar se bhi aagey jo Soch thi jiski mujh mein hi tha Aankh khuli jab se hai ye jaana Khwaab hai dunya dil hai tikhana (Chal basi hai ye zindagi meri iss jahaan ki dorr mein) (Tujhko khush nahi rakh sakoon ga mein doobne de mujhay ishq mein) (Chal basi hai ye zindagi meri iss jahaan ki dorr mein) (Tujhko khush nahi rakh sakoon ga mein doobne de mujhay ishq mein)