Kitni rangein hai Dunya ye haan Kehta hai mujhse dil mera Kion na kho jaoon In rangon mein Dou pal ka jeevan hai sara Kesi deevarein hain Kion hai Veeranion sa ye andhera Dil ki sunli jo Nikla mein haan Chor aaya jag ye mein saara Karlo jo karna hai Ham na rukhein hooo Dunya kion shor machaye Pal bhar bhi chayn na aaye Hamko na rok ye payein Ham chalein hooo Taarikion mein bhi Jalta hai Teri khwahishon ka dhara Shor jitna hai In rahon mein Pal mein dhal jaye ga saara Kitne toofanon Se guzra hoon Phir bhi jalta hai angara Tanhayi ruswayi Jitni ho Dhal na paye ga sitara Karlo jo karna hai Ham na rukhein hooo Dunya kion shor machaye Pal bhar bhi chayn na aaye Ham ko ye rok na payein Ham chalein hooo Dunya kion shor machaye Pal bhar bhi chayn na aaye Ham ko ye rok na payein Ham chalein hooo Dunya kion shor machaye Pal bhar bhi chayn na aaye Ham ko ye rok na payein Ham chalein hooo Dunya kion shor machaye Pal bhar bhi chayn na aaye Ham ko ye rok na payein Ham chalein hooo