Betaab Intezar karta Shaklein dekhta raha Ghar phir nahin milta Bekarar Mere sapnon ka jawab Har samay mein jaagta Ye hi tera khumaar Wo naatay toray Bina roye Dikhti hai asmaan mein Ankhein khole Bina soye Ho jaati hai fida ye Sou lamhe guzar gaye Wou lafz hum na bol sakay Thora sa ghaib hun na mein Nahin hota asaan Yaadon se lara kay Saara lehron mein duba ke In hi shehron mein saza le Aagay peechay bhaag jatay Mein tou sarak kinaray Dil jidhar para hai Aakhir meri se laraa hai Yaara poocho kya mein aakay Saari raat aik hi jagah wou khara hai Kahaani buss teri hi sunate Kabhi poochle kyun Mein rota hun Sirf tere liye hi Idhar chal ra hun Betaab Intezar karta Shaklein dekhta raha Ghar phir nahin milta Bekarar Mere sapnon ka jawab Har samay mein jaagta Ye hi tera khumaar Jo toray tu nay taaray Lage kante Tere hi hath mein ye Aadhi saansein Tu chilaye Phir bhi awaaz na ayay Ruk ke mun mor le Aagay buss dard hai Itni khud gharz kyun Tu mil le apnay aap se Yeh sanatay Ubharte hi jatay Saath humaray Ab hona hi tha ye Andhera chaaye Nazar kuch na ayay Ab teri yaadein Hawa mein samayein Betaab Intezar karta Shaklein dekhta raha Ghar phir nahin milta Bekarar Mere sapnon ka jawab Har samay mein jaagta Ye hi tera khumaar