Nakshon ki lakeerain jaal ban gayeen Fizaon mein sachai hawa se tham gayee Shama ki Roshni kitnon ko nibhaye gi Kuch ko dikhaye gi, kuch ko jalaye gi Parwana hun us noor ka Is jaal ke aagay hai ilm ka darwaza Parwana hun us noor ka Is jaal ke aagay Hoo, Hoo Aankhain num hui hain manzil ki talaash mein Paaon talay zanjeerain barhne na den mujhe Shama ki roshni kitnon ko nibhaye gi Kuch ko dikhaye gi, kuch ko jalaye gi Parwana hun us noor ka Is jaal ke aagay hai ilm ka darwaza Parwana hun us noor ka Is jaal ke aagay Hoo, Hoo Sach ki talaash mein sabhi Phir bhi hain bekhabar abhi Tareeki se ghiri hui Kab tak rahay gi zindagi Sach ki talaash mein sabhi Phir bhi hain bekhabar abhi Tareeki se ghiri hui Kab tak rahay gi zindagi