Dil k raston pe chal k Seekha jo kuch tha humne Itni sadiyon se lekin Phir bhi hum tou na samajh thay Kuch keh gaye thay hum se Kuch ker gaye thay jo kuch Reh gaya dil bechara Nazuk aur hasaas pehlu pe Aye jo tum Ayi bahaar Rukne hazaaron saal Zindagi k rang badal gaye Saari dunya k ghum bhi mit gaye Kuch na kaha bus le gaye wahan Jahan khushiyan basi theen Taaron se bhari raatein kati theen Kahaani mukhtasar si Ayi thi kuch abr si Barsi thi jo yeh hum pe rehmat ki pehli barish ki trha Sochun pehle kidher they Kitne hi din guzar gaye They to tum bhi adhurey Bey maine kuch lafzon ki trha Aye jo tum Ayi bahaar Rukne hazaaron saal Zindagi k rang badal gaye Saari dunya k ghum bhi mit gaye Kuch na kaha bus le gaye wahan Jahan khushiyan basi theen Taaron se bhari raatein kati theen Kuch na kaha Kuch na kaha Bus le gaye wahan Aye jo tum Ayi bahaar Rukne hazaaron saal Zindagi k rang badal gaye Saari dunya k ghum bhi mit gaye Kuch na kaha bus le gaye wahan Jahan khushiyan basi theen Taaron se bhari raatein kati theen Aye jo tum Ayi bahaar Rukne hazaaron saal Zindagi k rang badal gaye Saari dunya k ghum bhi mit gaye Kuch na kaha bus le gaye wahan Jahan khushiyan basi theen Taaron se bhari raatein kati theen