Jis nay bhi aana hai Ik din jana hai Kaahe ka gham, mere hamdam Tum se muhabbat ki Aur nibhai bhi Teri qasam, mere hamdam Tum ko hi abhi tak chahy Badal na paye ham dil ki raahein Jis nay bhi aana hai Ik din jana hai Kaahe ka gham, mere hamdam Hoo.hooo... Baarish ki paani mein Yaadein bhigoyi hain Aankhein hain nam, mere hamdam Door ho jane se, koi door jaye ye Hota hai kam, mere hamdam Tum ko hi abhi tak chahy Badal na paye ham dil ki raahein Hoo.hooo... Jis nay bhi aana hai Ik din jana hai Kaahe ka gham, mere hamdam Hoo... hooo... Tum ko hi abhi tak chahy Badal na paye ham dil ki raahein Bhoole se bhi na kabhi saath na chooty Ye tum bhi samajh jao Mere liye pal do pal ruk jao Kiye hoye waadon ko duhraao Beeti hui yaadon mein loat ao Yaadon mein loat ao. Na jao, na jao, na jao, na jao... Jis nay bhi aana hai...!!