Jis jaga se ayei thei wo Kyun tum bhoolte ho janeman Na maang is se tu zaida Hojayega kam mein guzara Aake mere sath betho Saare dukh mujhko bata do Gham mein maani dhundna Zindagi se roothna Tu, ronay laga ♪ Nukta cheeni se nahi Khushi mein lagti zindagi Tanqeedoun mein mubtala Gher musaddaq na gaya Tu, khonay laga Apnoun se dur, honay laga ♪ Jis waja se ayei thei wo Kyun tum bhoolte ho janeman Na maang is se tu zaida Hojayega kam mein guzara Aake mere sath betho Saare dukh mujhko bata do Gham mein maani dhundna Zindagi se roothna Tu, ronay laga Kyunkeh Nukta Cheeni se nahi Khushi mein lagti zindagi Tanqeedoun mein mubtala Gher musaddaq na hua Tu, khonay laga Apnoun se dur, honay laga Tu, ronay laga Apnoun se dur, honay laga