Peero yeh kesa iztarab Peero yeh kesi gandi khali kali gali jesi shaam Peero hum dunia daari mein bhe bachpan hee say thay bilkul baikaar Haan jis ko dil say seedha jana dunia ulta samjhi kaam Aur peero banda tu mein acha tha par dost meray bilkul namakool Aur peero banta tu mein burger tha par aslan dakiyanoos Lekin sureeli mein apni awaz ki waja say tha mashoor Han Peero bansari bajaon mein tu sab mein hi maqbool Peero dou number sakoon mein apni rahon pay maghroor Peero peero peero peero Nur e mashrik ka nazool mangay afsurda saroor Peer peer peer peer Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur Dur dur dur dur Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur Dur dur dur dur Kha kay bay maqsad thaphar teacher Socha kuch aisa tha zaroor Lagtay bay maqsad maqtab jitnay bhe hain maghrib say mansoob Aur alim fazil bhe hain peero kesay saray mantak mein majzoob In asbaaq kay auraaq mein alfaaz neech, oonch la shaor Peero jab jhooti ho zaban Kesay poori ho namaz Peero peero peero Han peero mit gaye laqeer Banday ban gaye faqeer Peer peer peer Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur Dur dur dur dur Dunia mujh say dur dur dur dur dur Dur dur dur dur Duur Han yeh dunia mujh say dur dur dur dur dur Dur dur dur dur Haqeeqat nukta mein hai aam, meray shash le aam Peer peer peer peer Har waqt tera he sawaal kertha rehta hai yeh guitar Peer peer peer