Kuch youn meri kahani Ap tak jo hai pehchani Bus dou hi rastay hain Aur bus dou hi rastay hain Chahe jitnay dikhtay hain Asal mein dou hi rastay hain Jo hum ko jantay nahi Pehchantay nahi woh hum pay hastay hain Akay hum say lartay hain Naray hum pay kastay hain Hum tu sab say dartay hain Aur yeh kesay banday hain Yeh kehtay hain samjahy hain Par yeh bilkul andhay hain Aur yeh kesay aainge Sath kya hi laayenge Yeh toh saray langde hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh dil kay rastay hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh tanha kat te hain Gillani ki ho cycle Yaron apna micheal Phir chahe ladle jo Dil ki yeh savaari Meray peechay fauji gaadi Ab chaho patlo jo Tum bhangi ho ya sangi Burkay mein ho ya nangi Meray dil mein ho tu ho Tum gori ho ya kaali Hindu ya bengali Meray dil mein ho tu ho Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh dil kay rastay hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh tanha kat te hain Virankn ki aankh mein Khamoshi kay saans mein Hum dou hi dikhtay hain Dil kay iss bazar mein Apnay lafzon kay jaal mein Hum saste phanstay hain Mein mehdi hon ya qaidi Asim hon keh qasim Gayab ho ya zahir Andar hon ya bahir Andha hon ya langda Mein hon bhe ya nahi Par yeh aisay rastay hain Jab hum inpay chaltay hain Darya dono miltay hain Aur phir phool khiltay hain Saathi saray miltay hain Par yeh tanha kat te hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh dil kay rastay hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh tanha kat te hain