Ek kahani Parhi hay main ne aaj Jis mein hay tazkra tera Baatain teri Lafz tere Har safhay pe hay zikr tera Kiun har baat pehle suni suni lagay Kiun esa lagay k ye pal jeay hain main ne Kiun lamhaat saray apne se lagain Kiun ehsaas ho k tu kal mera tha Dil manay na, manay na, manay na, manay na (na, na, na, na) Tu janay na, janay na, janay na, janay na (na, na, na, na) Chaayi hui, chaar su teri muskurahat Rangeen hawaon sa hay basera Meri sochon mein aaj teri, har ek adaaon ka Sangeeton mein aaj mere, teray aasmaon ka Kiun har baat pehle suni suni lagay Kiun esa lagay k ye pal jeay hain main ne Kiun lamhaat saray apne se lagain Kiun ehsaas ho k tu kal mera tha Dil manay na, manay na, manay na, manay na (na, na, na, na) Tu janay na, janay na, janay na, janay na (na, na, na, na)