Khud se door hu main mujhe na jaane do Behad majboor hu main aake tham jaane do Khud se wafai ka na waqt mila tha Tujhse judai jheli ab na jaane do Khud se door hu main mujhe na jaane do Behad majboor hu main aake tham jaane do Khud se wafai ka na waqt mila tha Tujhse judai jheli ab na jaane do Khud se door hu main mujhe na jaane do Toota kamzor hu main andhere ko na aane do Khud se door hu main mujhe na jaane do Waqt hai zyada tar peene mein jaata Inn aankhon mein dekhu sama ruk jata Hai aisa nazaara dharti par dikhara Dhoke se aa milo hai kaun bulara Hai likhta jo teri ghadi ke ye kaantein Ruke se jaatein smjh mein naa aare Kya chota kya bada Sab nek se nyaare se Aagyakaari samay ke pyaade Aagyakaari hai ye pyaade Aagyakaari hai ye pyaade Hai waise to khud se takleef Mujhe bhi thi chota main tha jabse Rees kisi ki bhi karta to rota tha cheez thi leni Manzil thi choti par kehne mein tedhi thi Tehni pe bethi wo chidiya safedi thi Wo chidiya safedi thi Khud se door hu main mujhe na jaane do Behad majboor hu main aake tham jaane do Khud se wafai ka na waqt mila tha Tujhse judai jheli ab na jaane do Khud se door hu main mujhe na jaane do Behad majboor hu main aake tham jaane do Khud se wafai ka na waqt mila tha Tujhse judai jheli ab na jaane do