Gaadi chale Dhua ude Chulu aasman Gaadi chale Dhua ude Chulu aasman Manzil yeh saath Dil mei buntey jahaaz Aayi jo tu paas, khafa ho naa tu aaj Bhidtey haalato girney tu de Chandey ki kirno ko ghirne tu de Qurbat kuch aisi tamasha macha hai Botal naa kholi man phir bhi bhara hai Piro du main khud ko jaise bhare gham Titli ke jaisi tu udti hai khare asam - bhav Jaise mile rab Raaakha, yeh mrityu Raakho ki khisht hu Sansaar uska vishnu Gun mere gino nahi tum Ruka jab sab ab Chali yeh kalam Tarun Main kya keh raha tha Wo aayi kya Aayi na tu dil mein mere Firbhi chhai tu Kal aai thi na call pe Mann bhi hilayi tu Shikayati mijaz mera Tilmilayi tu Malayi tu Main phislu tujhpe Sharmayi tu Khoye baatein toh kho gaye Nami aakhein toh ro gaye Tere dard ke beejh tune dil mein joh boyi huve Dekh mein tere sapno mein jaagta Aur tu soyi Huvi. Dekha jaha dhundha jaha - MILA KOI NAHI Mile log mujhe boht - par tujhsa koi nahi Paisa Nasha Pyaar theek karade? - Par main aur bimar Banau aur diwaar Jab tak unpe chadhke kudlu na Aayene mein kaun hu khudko puchta Akhsar Yeh akshar toh bas aadha dukh hai Meri aakhon ne dinn hain dekhe badtar Kaise hai paheli main toh jaanu na (Jaanu na) Joh sach aakhon ki samne main kyu maanu na (Maanu na) Gharpe basti thi khushi Kyu ab lapata (Lapata) Chal fir la pata Main fir lapata Aur khoya hua Khudko khojte Dil kyu yeh bawara Na jaane kaha gaya Mujhko toh na pata Daudta yeh waqt hain Par tu na haf na Rukja main aagaya Gaadi chale Dhua ude Chulu aasman Gaadi chale Dhua ude Chulu aasman