Kishore Kumar Hits

Karun - Aankhein текст песни

Исполнитель: Karun

альбом: Granth


Bhara hai mera dil
Bhara hai
Meri aankhein khuli hain
Mera dil bhara hai
Meri aankhein khuli hain
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai ab
Fooloe ka, taaroe ka, aur daroga se ab tujhe kya?
Kuch toh loeg kahenge Rani barhti jaa tu barhti jaa
Khayalo aur sawaalo ke baadal hatake suraj la
Manzil kora kagaaz, ab tu aayi hai kuch likh ke jaa
Waah bhai Waah
Waah bhai Waah
Lal Quile mein kya hua?
Mujhe kya? tujhe kya?
Yeh sau rupai ki ghadi kya?
Time toh apna aayega tu barhti jaa ubharti jaa
Bheriyon ki toli se toh sherni kabhi darti na
Nikke Nikke shot inke, Nikki nikki soch
Jinpe karna na afsos
Bas tu panne apni bharti jaa
Pishaach, kaun khargosh
Aankhei khol, sun aur soch
Mann mein rakhna na sankoch
Apna granth khud hi likh ke jaa
Naam karun mera
Baatein kara du teri
Granth likhi jo maine
Hath chala du main bhi
Shabdkosh tere muh pe jo phenka maine
Dard roz roz sehte yaha pe hai nahi
Itne saal
Lage itne paap
Ghadha bhar du aaj
Na koi paschtytaap
Karu poori raat
Teri pooja aaj
Dede dil ko maat
Teri kaali zaat
Maine kiya na hai kuch bhi karam
Tera bharam
Bin baaton ka sitam
Tujhe aayi na itni sharam
Melo sa lagta jaahan
Yahaan hota na raat milan
Melo sa lagta jaahan
Yahaan hota na raat milan
Bhara hai mera dil
Bhara hai
Meri aankhein khuli hain
Mera dil bhara hai
Meri aankhein khuli hain
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai ab
Bhara hai mera dil
Bhara hai
Meri aankhein khuli hain
Mera dil bhara hai
Meri aankhein khuli hain
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai
Mujhe dikh raha hai ab

Поcмотреть все песни артиста

Другие альбомы исполнителя

Похожие исполнители

Nanku

Исполнитель

Darzi

Исполнитель

Rawal

Исполнитель

Natiq

Исполнитель