Haathon mai haath thay Jab hum saat thay Hum ne liya tha qadam Un ki pukaar thi Un ka sawaal tha Kab hoga imteha'n khatam Yeh rastaay to kat hi jaayein ge Yeh baadal to hat hi jaayein ge Woh jo iraaday thay Woh jo waaday thay Pooray huwe Jab hum saath thay Aansoo beh gaye Abh un nadiyon mein Kal phir hogi aik aur subha Yeh rastaay to kat hi jaayein ge Yeh baadal to hat hi jaayein ge Chalo utho phir se chalein, umeedon ke diye liye Chalo utho phir se jiyein, umeedon ke rangon mein rangein Saaz yeh khamosh thay tufan mein Baadal garajte thay awaz mein, awaz mein Kaliyan lehrati theen hawaon mein Sur mileinge abh har qadam se Yeh rastaay to kat hi jaayein ge Yeh baadal to hat hi jaayein ge Chalo utho phir se chalein, umeedon ke diye liye Chalo utho phir se jiyein, umeedon ke rangon mein rangein Waoooooohhh Ooh Chalo utho phir se chalein, umeedon ke diye liye Chalo utho phir se jiyein, umeedon ke rangon mein rangein