Khwabo ki dori haathon se chootti Pankhe ke jaise kyun ghoome zindagi Is jaan ko cheen lunga khud se hi main abhi Kyun roshni bhi tham si gayi hai Sheesho ke aage mera kuch bhi nahi hai Lekin ehsaas hai mujhe Zinda hun main teri nafrato se Thak chuka hun in khali raaston se Reh gayi hai bas thori shaitani zindagi Dhuen ki maano aadat si pad gayi Chaha tha jaisa waisa kuch bhi nahi Gum ho na jaun main is dunia main kahi Kyun roshni bhi tham si gayi hai Sheesho ke aage mera kuch bhi nahi hai Lekin ehsaas hai mujhe Zinda hun main teri nafrato se Thak chuka hun in khali raaston se Reh gayi hai bas thori shaitani zindagi Kyun maine ye socha na tha Gum jaayegi har khushi Kyun maine ye socha na tha Kho jayegi roshni Kyun maine ye socha na tha Tham jaayegi zindagi