Maa ke kokh mein rachne se pehle Naam lekar tune bulaya Main duniya ki bheed me khoya hua tha Lahu se tune chudaaya ♪ Mere jeevan mein bade bade kaam kiye Tere vayde anusar Pitah Swarg aur prithvi tal jaye to bhi Tere vayde kabhi na khuda Kyunki maa ke kokh mein rachne se pehle Naam lekar tune bulaaya ♪ Mere jeevan mein jo bhi tune chalu kiya Prabhu ant bhi tu he karega Shatru mujhpar na prabal ho paaye Kyunki saamna bhi tu he karega Teri karuna pe maine bharosa rakha hai Lajjit na hone tu dega Teri karuna pe maine bharosa rakha hai Lajjit na hone tu dega Kyunki, maa ke kokh mein rachne se pehle Naam lekar tune bulaya Main duniya ki bheed me khoya hua tha Lahu se tune chudaaya ♪ Ankhon ki putli jaise tune Sambhaala hai mujhko Prabhu Pankhon ke saaye mein tere mujhe Mili hai suraksha Prabhu Tere hanthon me mera aaj aur kal Surakshit hua hai Prabhu Tere hanthon me mera aaj aur kal Surakshit hua hai Prabhu Maa ke kokh mein rachne se pehle Naam lekar tune bulaya Main duniya ki bheed me khoya hua tha Lahu se tune chudaaya Maa ke kokh mein rachne se pehle Naam lekar tune bulaya Main duniya ki bheed me khoya hua tha Lahu se tune chudaaya