Kishore Kumar Hits

Praneet Calvin - Ek Aisi Agni текст песни

Исполнитель: Praneet Calvin

альбом: Itna Kareeb Aa


Ek aisi agni tu mujh mein laga de
Ke jalne pau tujh mein
Ek aisi roshni mujh mein jala de
Chamak ne pau tujhmein
Apne baadal ke saaye mein chala
Apni rooh ki baarish mein bhiga
Asha ka zariya tu bana
Jeevan ki nadiyon ko baha
Chamak ne pau tujh mein
Ek aise toofaan ko laa
Jo andhkaar ko kar de tabaah
Apne vachano ki jyoti... Prabhu
Mere jeevan se tu chamka
Teri aag jalne de
Mujhe bhasm kare
Mujh mein, main hi nahi
Tu hi tu dikhe
Asha ka zariya tu bana
Jeevan ki nadiyon ko baha
Chamak ne pau tujh mein

Поcмотреть все песни артиста

Другие альбомы исполнителя

Похожие исполнители