Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Dekha hai meine apne jeevan mein Duniya badalti hai, Tu na badalta Band aankhon se bhi mein karta bharosa Insano se Tu Wafadar Sunta dil ki har ik pukaar Behali mein rakhta Tu dhyan Halaton se Tu shaktimaan Jab Tu mila mili rihai Dam tode har kathinai Sang chale jaise parchhayi Jeete Tu meri ladai Roshani banke jeevan me aya Meri gulami se mujhko chhudaya Toda har bandhan beta banaya Apna har waada Tu ne nibhaya Insano se Tu Wafadar Sunta dil ki har ik pukaar Behali mein rakhta Tu dhyan Halaton se Tu shaktimaan Jab Tu mila mili rihai Dam tode har kathinai Sang chale jaise parchhayi Jeete Tu meri ladai Kya koi hai? Is jahaan me Tujh sa azeem Kya koi hai? Is jahaan me Jo ho Tujh sa bhala Kya koi hai? Is jahaan me Tujh sa azeem Kya koi hai? Is jahaan me Jo ho Tujh sa bhala Jab Tu mila mili rihai Dam tode har kathinai Sang chale jaise parchhayi Jeete Tu meri ladai Jab Tu mila mili rihai Dam tode har kathinai Sang chale jaise parchhayi Jeete Tu meri ladai