... Teri aankhe, mujhse woh keh rahi hai. Maine dekha toh nasha sa ek chha gaya hai. Sau baatien, aise woh keh rahi hai. Ke baato baato mein, haatho haatho ki dosti hai. Sunn zara, kaisi yeh khamoshi hai. Kuch kahe bin hi tune baate sunli saari hai. Yeh raat dhalti hi rahe. Yeh baat badti hi rahe. Saansien teri. thami toh yeh laga. Iss raat ki nahi koi subah Muskuraaye, par nah woh paas aaye. Sochta hu me kyu yeh duriya tadpaaye. Rooth jaye, pal me woh maan jaaye. Yeh hua kaise koi mujhke samjhaaye. Yeh raat dhalti hi rahe. Yeh baat padti hi rahe. Aankhe teri. mili toh yeh laga Iss raat ki nahi koi subah. (2)