Chota shehar unka Shimla tha ghar unka Milna wo chahte thhe par Mil naa wo paate thhe Chaukhat pe hum bhi unki Jagte so jaate the Koi toh aayega Sandesa layega Haalat unki koi Humko batlayega phir Naino ki kashti se Aayi ik chitthi thi Kuch kehte the woh Kuch kehti unki mitti thi. Tu aaiyo re aaiyo Tu aake humein le jaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aa ke humein le jaiyo re Apne jahan, apne jahan o. Apne jahan, apne jahan aa... Shimla waalon ne bhi Apna tha maan liya Unke ghar ke aage phir Dera tha jamaa liya Roothe the humse jo Unko bhi mana liya Pee ko lekar jayenge Sabko batla diya Tup tup aankhein uski roti thi Chup wo hai jo naa hoti thi Kehti mere apno ke dil mein bhi jagah banaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aa ke humein le jaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aa ke humein le jaiyo re Apne jahan, apne jahan o. Apne jahan, apne jahan aa. Woh thandi mitti Woh barf ki chaadar Woh seb ki khushboo Woh unki aadat Do bheege naina Kuch na kehna Meri wajah se Sab kuch sehna Tup tup ankhein uski roti thi Chup wo hai jo naa hoti thi Kehti mere apno ke dil mein bhi jagah banaiyo. Tu aaiyo, tu aaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aake humein le jaiyo re Apne jahan, apne jahan o. Apne jahan, apne jahan aa. Tu aaiyo re aaiyo Tu aa ke hume le jaiyo Tu aaiyo re aaiyo Tu aa ke hume le jaiyo re Apne jahan, apne jahan Apne jahan, apne jahan