Saanson ne baandhi hai dor piya Tohre liye humra dhadke jiya Saanson ne baandhi hai dor piya Tohre liye humra dhadke jiya Reh reh ke dil mera tham sa gaya Choo ke mujhe tune jab yeh kaha Goriya main tere sang zindagi bitaaunga Rab se yeh maine hai vaada kiya Saanson ne baandhi hai dor piya Tohre liye humra dhadke jiya Batiyaan tore naina Hum se joh na karte Haaye Ram kasam jeete jee marr jaate Arrey aise kaise o ji Yun hi tum marr jaate ho Hoo tum jo naa hote hum kyun duniya mein aate Ki teri meri ik zindagi Ho sang teri preet lagi Ho pal pal badhegi Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haaye Saanson ne baandhi hai dor piya Tohre liye humra dhadke jiya Saat janam ke saathi Hum hai diya tum baati Ho roshan basera hai ghar tera-mera Humre chaand ko takne Taare bhi nikle hain Haye nazar na lagey tujhko baahon mein ghera Oh chal hatt jao ji Nazdeek aao ji Hum toh ji haare ji Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haaye Saanson ne baandhi hai dor piya Tohre liye humra dhadke jiya Reh reh ke dil mera tham sa gaya Choo ke mujhe tune jab yeh kaha Goriya main tere sang zindagi bitaaunga Rab se yeh maine hai, vaada kiya