Noore anwar se andhero ko Mittaya kal ye Aur kismat ka sitaara Jag-magaya aapne Khusboo e afdar zamana Humko kehta hain magar Aaj hum jo kuchh bhi hain Hum ko banaya aapne Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Aap hi ke naam se Duniya ne pehchana humein Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Aap ke dam se hi Kaayam hain nizaame zindagi Aap ke dam se hi Kaayam hain nizaame zindagi Ek pal ke waaste bhi Chhod na jaana hamein Ek pal ke waaste bhi Chhod na jaana hamein Keh raha hai Keh raha hai Dosto ka pyaar hasrat Aur phir uska karam Dosto ka pyaar hasrat Aur phir uska karam Ehale fan ehale nazar Har bazam ne jaana humein Ehale fan ehale nazar Har bazam ne jaana humein Aap hi ke naam se Duniya ne pehchana humein Keh raha hai aapka Har shakhs deewana humein Keh raha hai Keh raha hai