Saanson ko saanson mein dalne do zara Saanson ko saanson mein dalne do zara Dheemi si dhadkan ko badne do zara Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye Hum... hum tum... Tum... hum tum... Aankhon mein humko utharne do zara Baahon mein humko pighalne do zara Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye Hum... hum tum... Tum... hum tum... Saanson ko saanson mein dalne do zara Salvatein kahin karwatein kahin Phel jaaye kajal bhi tera Nazron mein ho guzar tha hua Khwabon ka koi khafila Jismo ko ruho ko jale do zara Sharmo khaya ko machalne do zara Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye Hum... hum tum... Tum... hum tum... Saanson ko saanson mein dalne do zara Choolon badan magar iss tarah Jaisa surila saaz ho Hum hai re chupe tere zulf mein Kholo ke raat azaad ho Aanchal ko seene se dhalne do zara Shabnam ki boondein phisalne do zara Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye Hum... hum tum... Tum... hum tum... Saanson ko saanson mein dalne do zara Bahon mein humko pighalne do zara Lamho ki guzarish hai yeh paas aa jaaye (Hum... hum tum ... Tum... hum tum ...) (Repeat 2 times)