Na main jaanon, na tu jaane hai Kis ghadhi mein, hona hai kya Zindagi ke, iss jue mein Paana kya hai, khona hai kya Na main jaanon, na tu jaane hai Kis ghadhi mein, hona hai kya Zindagi ke, iss jue mein Paana kya hai, khona hai kya Jo bhi hai khushiyaan Unke hi saaye mein gum hai Haan jo muskuraaye Unki bhi toh aankhein toh num hai Koyi jaaye kahan Hogi yehi zameen Aur yehi asmaan Na main jaanon, na tu jaane hai Kis ghadhi mein, hona hai kya Zindagi ke, iss jue mein Paana kya hai, khona hai kya Jo baat ki hai Usme so maane chupe hai Haan chehron ke peeche Kitne hi chehre chupe hai Dhoke ka hai dhuaan Dhundla dhundla sa hai Aankhon mein har samaah Na main jaanon, na tu jaane hai Kis ghadhi mein, hona hai kya Zindagi ke, iss jue mein Paana kya hai, khona hai kya Na main jaanon, na tu jaane hai Kis ghadhi mein, hona hai kya Zindagi ke, iss jue mein Paana kya hai, khona hai kya