Kholi jo bottle tune yaara, oye dil pe bijli kaundi Arrey kaundi re bhaiya kaundi aur aisi kaundi ke kaundi kaundi Duniya humre peechay hai aur hum, tujh pe holi holi Arrey holi ho gaye bhaiya, hum tum pe holi ho gaye, tumhe upar holi ho gaye holi Amma, teri bhains ko le jaayenge Patna Aur issi bhains ke saath hogi ghatna, amma Ek, do, teen, chaar . Meri chamki mast jawaani ka hai charcha sabhi dukaano mein Dekhe kayi chichorey tujhse maine inhi thikaano mein O teri chamki jawaani ka hai charcha, gali gali dukaano mein Utha ke le jaayenge tujhe hum kaan ke pistol kaano pe Tu kya le jaayega mujhe, tu toh sade gajaa ke thaano mein Humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Maahi dilon ke haath ki mahima jaane duniya saari Chuppi chuppi aati hai ya doon main kharcha paani Mau ku samajh na aaye lallu teri tedhi baatein Chedhe aur sataayein tere mandal fake ishaare Tharr re si kar baat tu chammiya, na kar baat malaa ji Humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein Tu kya le jaayega mujhe, tu toh sade gajaa ke thaano mein Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Chalkaaye chaand aayi yeh aap ki aankhon ke naam Honton ke naam, honton ke naam Chor nazar ka padha jo daaka, dil ki chori ho gayi Pehle thi main shakkar si, ab namak ki bori ho gayi Tu toh lagey paan ke jaisi humre mann ko lubhaati Aankhein teri katthe jaisi, baatein choona lagaati Free fund mein miley na baabu, chakhle paan banaarsi Tu kya le jaayega mujhe, tu toh sade gajaa ke thaano mein Humri dhun pe naach le chamki sarath thaki deewaano mein Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum jaise na hai na zamaane mein Jaa ke muh dho ke aa pehle nahaane mein Bata de itna tu kaahe kaahe akadti hai Main hoon sardi si jo ho jakadti hai Teri baatein garam masala hai Jis ko tadke mein daala hai Tu dil bas tu chupke se nahi ab tu pitne waala hai Accha baaba maan gaye hum, tujhsa naa hai zamaane mein Humri dhun pe naach le chamki, dhoom machi deewaano mein Tuhi le jaaye ga mujhe, main bhi chalungi sang tere thaano mein Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Hum chor hain pakke zubaano ke Matt chodh yeh teer kamaano se Meri chamki mast jawaani ka hai charcha sabhi dukaano mein