Vo rheti mere ab bas Khwaabo meh Saare sawaal aur javaabo meh Ussko dhundu kitaabo meh Vo gayaab vo khelti jazbaato se Vo rheti mere ab bas Khwaabo meh Saare sawaal aur javaabo meh Ussko dhundu kitaabo meh Vo gayaab vo khelti jazbaato se Chand Dekhe hue kaafi hogye arse Tujhe dekhne ke liye aakhe Meri tarse Dill ki saari baate bolu issi verse meh Aaya meh toh kaafi dur apne ghar se Ab meh betha rheta park meh akele nhi Ek haath meh Joota aur nazare sirf tumpe Maza nhi hai jeene meh Agr Tu mere paas nhi hai Khud ko kho chuka hu Shayad ishq meh ye laazmi hai Vo rheti mere ab bas Khwaabo meh Saare sawaal aur javaabo meh Ussko dhundu kitaabo meh Vo gayaab vo khelti jazbaato se Vo rheti mere ab bas Khwaabo meh Saare sawaal aur javaabo meh Ussko dhundu kitaabo meh Vo gayaab vo khelti jazbaato se Kal raat aayi phir vo khwaab me Jaanke chali gayi Vo jaan le gayi jaan se Saath me ghadi bhar hi thi Paass ab bas yaad me Aakhe h bhari bhari Mithaas na mijaaz me Yea I been feeling so down Aur mai janta ki tujhko tha pyaar nahi mujhse Dediya har ek pal Har saas tere liye Par sirf dard mila tujhse Haa mai awaara deewaana sa Haara mai khud ko, na hu mai tumhara ha Girl I gave you my all par Mai khush reh ke hai tujhko gawara na Vo rheti mere ab bas Khwaabo meh Saare sawaal aur javaabo meh Ussko dhundu kitaabo meh Vo gayaab vo khelti jazbaato se Kyu ab tu kyu hai mere khwaabon mai Naa hi hakeekat, mujhe pata tera raaz hu mein Sabse chupaye ye jo mere jazbaat hai Bahar nikalne ko yeh teri ab ijaazat le Sehne ko raazi hua mai yeh dukh dard Hua udne ko mai raazi kyunki nazuk tere pankh Hua sab kuch yaha haasil bas tu nahi,yeh hai fark Na naseeb hui jannat par naa hi yeh koi nark (yeah)