Kyu rehta ek hi kaksh mei tu Kasht mei hu mai bhi Aisa mujhe meri maa kahe Kyu kehta khud ko Nasht hai tu has le tu thoda sa Ussi se manzil paa sake Na aa sake samajh mei Rishtedaaro ko asal mei Kitne gaano ko bura bulate Issi wajah se jinme Shamta na hai samajhne ki Arth kya tha unn panktiyo ka tabhi unko na sunaate Aye yeh gaane apne Inko banane ke liye bhi haa bahane bante Suna kahaaniyo mei Humne wo sitaare bante Jinke begaane bhi kuch shado mei Hai unke chahne wale bante Hriday tak pohoche apne Geet yahi karya mera Mitro se hai seekhte Kabhi koi acharya se na Kyunki ratay uttaro ko Hota anivarya dena Kala ki kadar yahape Hoti koi vidyalaya mei na Jaana jabse kala pe diya zor hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Jaana jabse prabavi hue bol hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Jaana jabse kala pe diya zor hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Jaana jabse prabavi hue bol hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Aese to boht se log hai abhi bhi Jinhe pehchaan na hui hai abhi bhi Apne mol ki jeevan ki raah pe Ishwar se maang rahe deepak jala de Deemak si lagi hai yaha dimaag mei Bure vichaar hai tabhi jo saath mei Prashan yahi hai antaraatma kaha pe Wahi pe milegi jo karya tumhe anand deta Nivarand aesa yeh jo bhi Karle wo mukt hoga Jiska iss khel mei kala ke liye aadar rehta Wahi ek vyakti hai jo Kabhi bhi na supt hoga Jaana jabse kala pe diya zor hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Jaana jabse prabhavi hue bol hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Jaana jabse kala pe diya zor hai Mera kya mol hai mera kya mol hai Jaana jabse prabhvi hue bol hai Mera kya mol hai mera kya mol hai