Aye khuda, Bata zara mujhe kya hua Pehli baar aise gumshuda, Dil mera ho gaya Darbadar, dhoonde use ab ye nazar Main bhi na jaanu ki kis kadar, Dil mera, kho gaya Jab se hai dekha tujhe, Ye armaan hai sabhi roshan huye Ek waari aaja, tu dil mila ja Zara, khuda ke liye Soniye, ab ye deewana dil bin tere Kaise jiye Soniye, saansein bhi chalti hai, Ab toh bas, tere liye Soniye (Soniye) Soniye... Soniye... Soniye... Kaisi aafat hai, ye jo chahat sataaye Din raat aahein bharoon Bin tere, ab toh saansein bhi na ye bhaaye Tu bata de main kya karoon Chahe jaan le le tu, dard de de tu Hum toh tere huye Duniya bhula dun, khud ko mita dun Main ab toh tere liye Soniye, ab ye deewana dil bin tere Kaise jiye Soniye, saansein bhi chalti hai, Ab toh bas, tere liye Soniye (Soniye) Soniye... Soniye... Soniye... (I believe, O am in Love and I know that this is Love) Tumse badhkar na koi hai iss jahan mein, Sare-aam kehta hun main Door logon se, door duniya jahan se Tere dil mein rehta hun main Khud ko main tujh mein, aa kaid kar lun Nishaan na mera mile Chahe aaz-maan le, apna bana le Mita de sabhi faasle Soniye, ab ye deewana dil bin tere Kaise jiye Soniye, saansein bhi chalti hai, Ab toh bas, tere liye Soniye (Soniye) Soniye... Soniye... Soniye...