Hoshiyaar ho Majboor na bano Jis noor se ho tum Us ka hisab do Ek yaar baar baar kahe Mere aage peche aag hai Takte hai kuon choo le mujha Mujko inqar hai ab ras nahin Tuqband hai shayad tu nahin Kehne lage ye naazneen Parwana be parwa hai Kahin jal na jaae tere ashique Bhuj jaee gain deep nirale Rahe matwale Ujdee jin ke muhabbat Bhoole le wo bisre Adhure wo hain afssane Zarb hai karee andhyaari Har su nikle wo dil ke haari Dhoodhte hai wo bichra yaar kahin Milta nahin hai us ko pyaar khain Daar daar ke jo sisakte hain bilakte hain bicharte hain Hai darkar jin ko pyaar kahin hoon ge aeese beshumar kahin Deiya nazar kis oor chala Bulla bekhabar kuch dur tha Hoa mil ke dil se paar banda mashkoor ja hai warda Ye bandinshoon se dur kahin aa rastoon ko moodh chaleen Gharaiyoon main man ke dhoodeen aaj kehkashaan Bhuj jaee gae deep nirale Rahe matwale Ujdee jin ke muhabbat Bhoole le wo bisre Adhure wo hain afssane Zarb hai karee andhyaari Har su nikle wo dil ke haari Dhoodhte hai wo bichra yaar kahin Milta nahin hai us ko pyaar khain Daar daar ke jo sisakte hain bilakte hain bicharte hain Hai darkar jin ko pyaar kahin hoon ge aeese beshumar kahin Zarb hai karee andhyaari Dil se haarae Jaan bhi haari Ab se yaar baar yaar Chal nikal ke baar baar baar Ab tan pe jaan ke sansaar aur aage aag hai Bhadhadoo tum ye silsila Rahe tanha Khudaee hai aage Hai roshan nazaare Is aag mein jal ke dekh Hoshiyaar Khabardaar Hoshiyaar