Woh kehte hai na Jo hota hai acche ke liye hota hai Galat kehte hai Kismat ka khel hai sara Phirta tha mein awara Yeh kya se kya hogaya Chaar din ki zindagani Har pal ek nai kahani Kya tha mein kya ban gaya Kya hua jo larrri chuti Jeevan ki gadi looti Khwaab hai to mujhko naa jaga Zindagi ek pal mein salli Yun palat gai humari Jhooth hai to mujhko na bataa Mumbai suna tha yahan adami Puri zindagi apni kismat slow track se Fast track laane mein nikal deta hai Per dhai ghante mein meri kismat Aise slow track se fast track per Aa jayigi yeh mene kabhi socha nahi tha Saza maza ban jayegi Yeh bhi kabhi socha nahi tha Last local kya chutti Sala kismat patri per aagayi Karlo jo bhi karna hai Hota hai jo hona hai Guzra to pal yeh phir na aayega Kya bura hai kya bhala hai Waqt hi shayaad khuda hai Ho jane do phir dekha jayega Kya hua jo larrri chuti Jeevan ki gadi looti Khwaab hai to mujhko naa jaga Zindagi ek pal mein salli Yun palat gai humari Jhooth hai to mujhko na bataa O k ehte hai na Jo hota hai acche ke lliye hota hai Sahi kehte hai