Maza Aa Jaata Hai Adhoori Baaton Se Maza Aa Jaata Hai Adhoori Baaton Se Koyi Bann Jaata Hai Zaroori Yaaron Se Jo Dekhi Na Suni Aisi Humein Duniya Dikhati Hai Deewane Hum Nahi Hote Deewani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai Deewaane Hum Nahi Hote Deewaani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai Nazar Aati Hain Zulfon Mein Ghatayein Badalon Jaisi Yeh Dil Karne Laga Unse Wafayein Paaglon Jaisi Use Jab Dekhte Hain Toh Badal Jaata Hai Yeh Lehza Zubaan Pe Aa Hi Jaati Hai Adayein Shayaron Jaisi Unhein Jab Yaad Karte Hain Tabhi Barsaat Aati Hai Deewane Hum Nahi Hote Deewani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai Deewaane Hum Nahi Hote Deewaani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai Nahi Koyi Gila Humein Jo Na Iss Baar Maanenge Abhi Chahe Mana Kar De Kabhi Toh Yaar Maanenge Mile Jo Cheez Aasani Se Toh Usmein Maza Kaisa Unhein Mera Banane Tak Na Hum Bhi Haar Maanenge Suna Hai Chahatein Sacchi Nahi Barbaad Jaati Hai Deewaane Hum Nahi Hote Deewaani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai Deewaane Hum Nahi Hote Deewaani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai Deewaane Hum Nahi Hote Deewaani Raat Aati Hai Humein Unki Unhein Meri Mohabbat Yaad Aati Hai