Raat se mujhe shikayatein nahi Khali jagah hai ye yaha koi nahi Yeh khokla sama Fizool arjoon Na baat hai koi Na koi justajoo Mai yahaan na ruknewala Kyu mujhe dharti pe dala Acha hota agar Udtaa asmaan me Parindo ki tarah Rehta mai befikar Lata khana mai khudka Khata ped pe jakar Udtaa mai rehta faila ke dono parr Mai yahaan na ruknewala Kyu mujhe dharti pe dala Do chehre hai yaha Koi kaam ka nahi Paise hai toh hai muskaan Nahi toh khabar nahi Zinda kehte hai inhe Yeh toh putle hai sabhi Insaaniyat kaha hai toh lalchi khushi Mai yahaan na ruknewala Kyu mujhe dharti pe dala