Kahaani sahan shamta ki bhi aisi ek Bharatiya janmstan dilli men Parivaar madhyam unniso nabbe Sapne kamayabi ke 2005 saal 15 Dugni umra ka koi sirfira Karan - Nakare jaane ke jo Shaadi ke prastav ko leke Doston ke saath khan mar- Ket pe tezaab ucchale moo pe Lakshmi zakhmi Taqdeer aisi chamdi sharir ki pighal Khushuma khubsurat chehra Din dahade bazaar men badal Gadiyon se takkar sadak pe Roti hui pita se lipat kar Jab sil rahi thi ankhen thi hosh men Kismet ko koste Baksh diya khuda ne jeevan Par kis gunah ki saza mile Kabil - e - kharch ke bahar Surgery pe surgery recovery Gavai Pai Pai kamai zindagi ki Darti Aainon se dekho phir bhi Tu na rukegi kabhi Tu na thamegi Kabhi Tu na mudegi kabhi Kar shapat kar shapat kar shapat Agnipath agnipath Pehla Sabse bada sangarsh Aaropiyon ko salon andar tu Kiya darj PIL high court men Saal thi wo do shunya shunya chai Khule aam acid ki bikri par Maujooda kanoon men sanshodhan Salo tak ladi kadi takkar Parivaar samhala kabhi silai Kabhi wo banakar beautician mehenet aajeevan ki Bhai ki lungs bimari pita ki mrityu bhaari Jaari jung Darkinar vichaaron ko paramparagat Aage wo Puraskaar michelle obama se, foundation Chaanv NGO Ab ban rahi hai uspar movie toh saari duniya janegi Par kya hum itne andhe our heroes need a silver screen Kom na bani hoti toh Mary Kom Kaun? Aur jinki picture na bani, forgotten long gone sing Tu na rukegi kabhi Tu na thamegi Kabhi Tu na mudegi kabhi Kar shapat kar shapat kar shapat Agnipath agnipath