Poochhe ki kitna shaitaan hai tu Mein bolu ki nai hu zara bhi Mujhe toh samajh naa nadaan Dekho ye meri hai haazir javaabi Mere toh dar pe hai mehmaan Jaise Ataapi Vatapi, Haivaan! Saare hum baithe yaha pe aaraam se Uthenge hum bhi subhe ko shamshaan ghaat Seekhe mein khaali 4 paath Paise ke peeche tum barbaad Khaali bageechon mein mat jhaank Bhare raaston mein mat bhaag Paagal banaati ye sarkaar Bane dhanvaan fir jab lalkaarte Hum sabh haarte! Waise bhi hum sabh haarte Jabhi chalenge hum sambhaalke Tedhi medhi meri chaal Mere alaava sabh sach jaante Aisa hua mera haal Khola paper meine 10 saal mein Shaayad uss din pehli baar Padha khaali meine (Maut Maut Maut Maut!) Jal raha saara sansaar (Yuh) Lagegi aag Uthega Raakh! Kategi naak sabhi ki Bikenge khwaab Maanga hisaab Kyu bane aaj Farebi? Gehra ilaaj Bhaeda samaaj Parda faash kare bhi kaise Jab jaan hai daam toh bhare bhi kaise? Ilzaam Nizaam pe uthe hi kaise? Mooh chalaake Poochh hilaate Poochhe aake Bole kyu chilaake? Dum dabaake bhaage Peeche aag hai Chamachamati neeyat mein bhi daag hai Mann banake Fir daga de Ghar se zyaada Sach panaah de Bachpana ye Khona mujhko nai Rona mujhko nai Sona mujhko nai Meri aankhein khuli karli 4 dhaam waali yaatra Upar neeche jaise maatra Zindafi poochhe mujhse poora aakda Mein bolu ghoomega jabtak ye chakra Mein toh nai bhaagra Kiski nai chaatra Hua tabaadala Kyu bana agla Jab karu kaam mein aaj Aur pehle hi de diya naam mein raj Toh karne do! Raakh, Raakh, Raakh, Raakh Jalega, uthega, failega, Raakh! Raakh, Raakh, Raakh, Raakh Jalega, uthega, failega, Raakh! Raakh