Kaafi mein thakke Lagta ki zindagi aake atak gayi Mein maangu tarakki Wo chaahte rukaane aur wo bhi bhadakke Mein khada zamaane ke dar pe Poochhu mein sabko ki "jaau kidhar mein?" Wo bole "sambhalke!" Par saale ye Sabhi toh jeete hai darr mein 1,2,3,4,5 Gine chune logo ka hi haath Milaana chaahta, kehne kya hi baat Aur Baaki saare naache bas baraat mein Lutf uthaana, muft ka khaana, Bajta gaana Flow chabaana, khud banaana, kyu uthaana? Jab kamaana, sabko khaana Khul ke bataaya toh tum kyu ravaana haan? Behti nadi mein ho haath geela Dekha tera poora kaafila Maafi laayak lage teri haalatein toh jaake karunga mein dakhila Akela baaki jo poochega kya mila? Bechega aatma, kaafi laga tujhe daam? Jo bhi mein chhoota wo sone ki khaan! Sar mein jab pathhar toh sabkuchh chadhan Wo kehte shaitaan Par bachpan se abhi wo matlab badla Kehte tu agla Par mein toh kal ki ummeedon pe jeeta nai hi Tabhi sambla Sambhaalenge kaise Jo saamne sach usko taalenge kaise Jab aate hai paise Toh ghar aur gaadi, Na kala pate pe Na behte wo lay pe Hum bole khule mein Wo gaaenge gaane Jaise cheekhe "jai" pe Waise free par mehenge Khada keeper hai be Fir bhi maare gende Jo hoga dekhenge! We interrupt this programme to bring you a special report Jo kehna chaahta wo kehna paaya mein kyu? Badalte mann ko mein jaake fir kya hi kahu? Mein sochu ke tum toh aaj bhi thode Besabar, Bekhabar Besabar, Bekhabar Besabar, Bekhabar Besabar, Bekhabar Mein thoda sa besabar Mein bekhabar Ke gaane ke bass par Jo khudkar Mein lautkar Aaya ghar Toh samajh na paaya gaane hi matlab Toh kiya meine bedakhal Jo panno par Haan sochkar Bane jo ghar Kyu ke agar Na hai sabar Na hai kadar Toh boldu kuchh bhi Kya farak? Toh ho jaana hype! Meine bhi pakda jabh mic Bana messenger mein hike! Jhooti kahaaniyaan Psych! Toh ho jaana hype! Meine bhi pakda jabh mic Bana messenger mein hike! Jhooti kahaaniyaan Psych! (Psych, psych, psych, psych, psych.) Khokhle bol Doghle mol Khulenge raaz ab Ye paani se bol Bahenge jab saamne Todu mirage ab Hu khushmizaaj, par hai aitraaz toh karu Kabul Ki hoti jab sabse bhool, par kabse noor hone lagi choor? Jab kala ho kaam tab! Sochu mein kaisa guroor jab tum na mashhoor? Par hum bhi kaha? Par baje jab sheher se door, tabh aana zaroor Hum denge gavah Ke haathon mein daaru, aur Aankhon mein aasu Leke Saare karenge mosh pit Likhke bars, I'm raising the bar, Aur chalta alag jaise kiya ho CrossFit I don't talk shit Badi baatein Par aukaad mein Hum bhi jaante Ki jab baadmein Tum jabhi ungli ughaado Toh hum bhi toh ungli uthaade! Tum karoge shakk Ye hai mera waqt Hum gaano mein de de javaab Na kare dikhaava par Par mera ye sach hum aake dikhaade